15, ఆగస్టు 2011, సోమవారం

mere yaar shabba khair(janglee)




din saaraa guzaaraa tore angnaa
ab jaane de mujhe more sajnaa
mere yaar shab-ba-khair
mere yaar shab-ba-khair
o mere yaar shab-ba-khair
mere yaar shab-ba-khair
aasaan hai jaanaa mahfil se
o kaise jaaoge nikal kar dil se
mere yaar shab-ba-khair
mere yaar shab-ba-khair
o mere yaar shab-ba-khair
mere yaar shab-ba-khair …
o dilbar dil to kahe teri raahon ko rok loon main
o dilbar dil to kahe teri raahon ko rok loon main
aayi birhaa ki raat ab batlaa de kyaa karoon main
aayi birhaa ki raat ab batlaa de kyaa karoon main
yaad aayengi ye baaten tumhaari
tadpegi mohabbat hamaari
mere yaar shab-ba-khair
mere yaar shab-ba-khair
o mere yaar shab-ba-khair
mere yaar shab-ba-khair
din saaraa guzaaraa tore angnaa
ab jaane de mujhe more sajnaa
mere yaar shab-ba-khair
mere yaar shab-ba-khair
o mere yaar shab-ba-khair
mere yaar shab-ba-khair
main dharti tu aasmaan meri hasti pe chhaa gayaa tu
main dharti tu aasmaan meri hasti pe chhaa gayaa tu
seene ke surkh baagh mein dil banke aa gayaa tu
seene ke surkh baagh mein dil banke aa gayaa tu
ab rahne de nigaahon mein masti
o basaa li maine khwaabon ki basti
mere yaar shab-ba-khair
mere yaar shab-ba-khair
o mere yaar shab-ba-khair
mere yaar shab-ba-khair …
aasaan hai jaanaa mahfil se
o kaise jaaoge nikal kar dil se
mere yaar shab-ba-khair
mere yaar shab-ba-khair
o mere yaar shab-ba-khair
mere yaar shab-ba-khair
ye chanchal ye haseen raat haay kaash aaj naa aati
ye chanchal ye haseen raat haay kaash aaj naa aati
har din ke baad raat hai ik din to thahar jaati
har din ke baad raat hai ik din to thahar jaati
koyi hamse bichhad ke na jaataa
jeene kaa mazaa aa jaataa
mere yaar shab-ba-khair
mere yaar shab-ba-khair
o mere yaar shab-ba-khair
mere yaar shab-ba-khair
din saaraa guzaaraa tore angnaa
ab jaane de mujhe more sajnaa
mere yaar shab-ba-khair
mere yaar shab-ba-khair
o mere yaar shab-ba-khair
mere yaar shab-ba-khair…
o mere yaar shab-ba-khair
mere yaar shab-ba-khair
mere yaar shab-ba-khair
mere yaar shab-ba-khair

కామెంట్‌లు లేవు: